सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

Shayari for Rishi Kapoor लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Rishi Kapoor Shayari

Rishi Kapoor Shayari LEGEND NEVER DIES   Rishi Kapoor Shayari Aasmaan Se Tod Kar Sitara Diya Hai, Aalam-e-Tanhai Mein Ek Sharara Diya Hai, Meri Kismat Bhi Naaz Karti Hai Mujhpe, Khuda Ne Dost Hi Itna Pyara Diya Hai. आसमान से तोड़ कर सितारा दिया है, आलम-ए-तन्हाई में एक शरारा दिया है, मेरी किस्मत भी नाज़ करती है मुझपे, खुदा ने दोस्त ही इतना प्यारा दिया है। Rishi Kapoor Shayari Dosti Mein Dost, Dost Ka Khuda Hota Hai, Mahsoos Tab Hota Hai Jab Wo Juda Hota Hai. दोस्ती में दोस्त, दोस्त का ख़ुदा होता है, महसूस तब होता है जब वो जुदा होता है। Na Tum Door Jaana Na Hum Door Jayenge, Apne-Apne Hisse Ki Dosti Ko Nibhayenge. ना तुम दूर जाना ना हम दूर जायेंगे, अपने-अपने हिस्से की दोस्ती निभाएंगे। Rishi Kapoor Shayari Hum Jab Bhi Aapki Duniya Se Jayenge, Itni Khushiyan Aur Apnapan De Jayenge, Ke Jab Bhi Yaad Karoge Is Pagal Dost Ko, Hansti Aankhon Se Aansoo Nikal Aayenge. हम जब भी आपकी दुनिया से जायेंगे, इतनी खुशियाँ और अपनापन दे जायेंगे, कि जब भी याद करोगे इस पागल दोस्त को, हँसती आँखों से आँसू निकल आये

Sad Shayari for Rishi Kapoor

Sad Shayari for Rishi Kapoor Sad Shayari for Rishi Kapoor Zindagi KashmKash-e-Ishq जिन्दगी कशमकश-ए-इश्क के आगाज का नाम, मौत अंजाम इसी दर्द के अफसाने का। Zindagi KashmKash-e-Ishq Ke Aagaz Ka Naam, Maut Anjaam Hai Isee Dard Ke Afsaane Ka. Shayari Maut Anzaam Afsaane Ka   Sad Shayari for Rishi Kapoor एक दिन हम भी कफ़न ओढ़ जायेंगे, सब रिश्ते इस जमीन के तोड़ जायेंगे, जितना जी चाहे सता लो मुझको, एक दिन रोता हुआ सबको छोड़ जायेंगे। Sad Shayari for Rishi Kapoor Ek Din Hum Bhi Kafan Odh Jayenge, Sab Rishte Iss Jameen Se Tod Jayenge, Jitna Jee Chaahe Sataa Lo Mujhko, Ek Din Rota Huya Sabko Chhod Jayenge. Maut Shayari Maut Par Shayari, Humein Maut Na Mili यूँ तो हादसों में गुजरी है हमारी ज़िन्दगी, हादसा ये भी कम नहीं कि हमें मौत न मिली। Yun To Haadson Mein Gujri Hai Humari Zindagi, Haadsa Ye Bhi Kam Nahi Ki Humein Maut Na Mili. Maut Ma Mili Maut Par Shayari eath Shayari, Maut Ka Kisko Pata वादे तो हजारों किये थे उसने मुझसे, काश एक वादा ही उसने निभाया होता, मौत का किसको पता कि कब आएगी, पर काश उसने ज़िन्द